Shama jalti rahi, parwana jalta raha
Imtihan-e-chahat se, shab bhar gujarta raha
Subah ek pyar bhara hawa ka jhonka aaya
Parwane se thi mohabbat, usne shama bujhaya
Shama k bujhte hi parwane ko gujra paaya
Roya, saari dharti par Oos bichhaya
Dhoop chadhi, din dhala, fir shaam aayi
Kisi ne fir se shama jalayi
Aur fir se ek parwanw jaan lutane
Shama k aagosh me jaa raha hai...
Niks-d

No comments:
Post a Comment